Thursday 8 December 2011

Jila Jansampark Burhanpur

नये ब्लॉग में आपका स्वागत हें.इस ब्लॉग का उद्येश्य समस्त  जिले वासियों को प्रदेश सरकार की महत्वकांशी एवं जन हितेषी योजनाओ की जानकारी उपलब्ध कराना हे,ताकि हमारा जिला शत प्रतिशत शिक्षित होने के साथ ही प्रदेश का सबसे जागरूक जिला भी बन सके.समस्त जिले वासियों और पत्रकार बंधुओ से सहयोग की अपेक्षा के साथ...
जिला जनसंपर्क अधिकारी 

4 comments:

  1. burhanpur ki bahu pratikshit web ke shubharambh par Jila Jan Sampark Adhikari Shri Vermaji Ko Shubhkamnai. Aap ki Mehant ke karan Ab Jile Wasiyo ko Rajy Sarkar ke Dwara Chalai Ja Ri yojnao Ki Jankari Turant Miegi.
    Raj Express Pariwar Ki or se Hardik Shubhakanai.
    Ganesh Dunge
    Beruo ChiFf Raj Express, Burhanpur.

    ReplyDelete
  2. sarvpratham shubkanye
    burhanpur jile k jansampark adhikari sunil varmaji ka yeh prayas sarhaniya hai. isse na keval burhanpur jile k patrkaro ko jile k liye shashan ki yojnao k sambandh m jankari 1 naye platform pr mil jaigi balki rajdhani samet pradesh k patrkar bhi burhanpur jile ki khabro s asani s rubaru ho sakenge.is blog m samachar patro m prakashit khabro ko bi joda jaye to acha rhega. sath hi jile k yuva apni samasya or sujhav bi is blog k madhyam se sidhe prasan s keh sakte hai .
    sarjana chaturvedi reporter
    dainik jagran
    bhopal

    ReplyDelete
  3. ab jilevasiyon ko pradesh sarkar ki jankalyankari yojanao ki jankari milne lagi hai. jiska mukhya karan jansampark adhikari ka burhanpur me padhasth hona. aap ko SWADESH parivar burhanpur ki aur se hardik shubkamnaye

    Nilesh junagade
    Dainik SWADESH
    BURHANPUR 9977277999

    ReplyDelete
  4. burhanpur jile ke urjavan jansampark adhikari sunil verma ji ki mehnat aur lagan ke karan hi ab burhanpur jile ki janta ko madhya pradesh shasan ki samast yojnao ki jankari ghar bethe mil sakegi....meri aur se pro sunil verma ji ko hardik badhai aur dher sari shubhkamnaye

    Pratik singh bais
    nepanagar

    ReplyDelete

JANSAMPARK NEWS 30-08-18

dk;kZy; dysDVj ¼tulaidZ½ ftyk & cqjgkuiqj lekpkj vuqlwfpr tkfr csjkstxkj ;qodksa dk 3 ls 7 flracj rd gksxk lk{kkRdkj cqjgk...